SONG: Shauq Har Rang - शौक हर रंग रकीबे सर ओ साँमा निकला

Shauq Har Rang - शौक हर रंग रकीबे सर ओ साँमा निकला

LYRICS:
shauk har rang raqibe sar o saama nikla kais tasveer ke parde mein bhi uriyan nikla zakham ne daad n di tangi ae dil ki yaarab teer bhi seen ae bismil se par afshaa nikla shauk har rang raqibe sar o saama nikla buae gul naale dil dude chirage mahfil jo tiri bazm se nikla so prishaan nikla jo tiri bazm se nikla so prishaan nikla dil mein phir giriye ne ik shor uthaya gaalib aah jo katar n nikla tha so tufaa nikla shauk har rang raqibe sar o saama nikla