SONG: Sharma Ke Zara Y Mast Ada Itna To Bata - शर्मा के ज़रा ऐ मस्त अदा इतना तो बता

Sharma Ke Zara Y Mast Ada Itna To Bata - शर्मा के ज़रा ऐ मस्त अदा इतना तो बता

LYRICS:
sharma ke zara ae mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya sharma ke zara ae mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya palko ki bana ki dhori dhori dil kisko pukare chori chori chehre se hata julfo ki ghata surat to dikha gori gori palko ki bana ki dhori dhori dil kisko pukare chori chori chehre se hata julfo ki ghata surat to dikha gori gori surat to dikha ae mast hawa itna to bata dil tune ye kisko diya hai jinki jawani shole shole andaz bade hai bhole bhole ham unpe mare ham unpe jiye najro ne kaha haulle haulle hai jinki jawani shole shole andaz bade hai bhole bhole ham unpe mare ham unpe jiye najro ne kaha haulle haulle najro ne kaha duniya se juda hai pyar mera dil hamne hai jisko diya sharma ke zara ae mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya tere husn ko dekhe tora tora tujhe chand mila hai pyara pyara jisne bhi tera didar kiya vo dil apna hara hara didar tera ae mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya sharma ke zara ae mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya badal hai khushi ki chhaye chhaye hasne ke jamane aaye aaye vo shokh najar ulfat ka maja laye laye badal hai khushi ki chhaye chhaye hasne ke jamane aaye aaye vo shokh najar vo jane jigar ulfat ka maja laye laye ulfat ka maja duniya se juda hai pyara dil hamne hai jisko diya sharma ke zara ae mast ada itna to bata dil tune hai kisko diya