SONG: Sharma Ke Lajja Ke Mai Ek Jhalak Dikhlau - शर्मा के लज्जा के मै एक झलक दिखलाऊं

Sharma Ke Lajja Ke Mai Ek Jhalak Dikhlau - शर्मा के लज्जा के मै एक झलक दिखलाऊं

LYRICS:
sharma ke lajja ke mai ek jhalak dikhlau hath kisi ke na aau sharma ke lajja ke mai ek jhalak dikhlau hath kisi ke na aau tumhe dhyan nahi, malum nahi masti me hai ye diwane masti me hai ye diwane tumhe dhyan nahi, malum nahi masti me hai ye diwane masti me hai ye diwane ye shama jali, mahaki ye khushi ye raj koi na jane ye raj koi na jane tadpake dikhake na maru ada chali jaye, laut ke phir nahi aaye tadpake dikhake na maru ada chali jaye, laut ke phir nahi aaye sharma ke lajja ke mai ek jhalak dikhlau hath kisi ke na aau mere lattu hansi mere dil me khushi mere jalim panchhi aaye mere jalim panchhi aaye mere latu hansi mere dil me khushi mere jalim panchhi aaye mere jalim panchhi aaye na mai janu, na dil jane kab war mera tal jaye kab war mera tal jaye balkhake jalake yu tir nazar se chura balkhake jalake yu tir nazar se chura dil ne kisi ki na mani sharma ke lajja ke mai ek jhalak dikhlau hath kisi ke na aau