SONG: Sharamaa Ke Yun Na Dekh Adaa Ke Maqaam Se - शरमा के यूँ न देख, अदा के मक़ाम से

Sharamaa Ke Yun Na Dekh Adaa Ke Maqaam Se - शरमा के यूँ न देख, अदा के मक़ाम से

LYRICS:
sharama ke yun na dekh, ada ke maqaam se sharama ke yun na dekh, ada ke maqaam se ab baat badh chuki hai, nazar ke maqaam se tasvir khich li hai, tere shokh husn ki tasvir khich li hai, tere shokh husn ki meri nazar ne aaj khata ke maqaam se duniya ko bhul kar, meri baanho me jhul ja aavaaz de raha hun, vafa ke maqaam se dil ke muamale me, natize ki fiqr kya aage hai ishq zurm-o-saza ke maqaam se sharama ke yun na dekh, ada ke maqaam se