SONG: Sharab Ka Sahara Leke Bhi, Bahal Saka Na Mera Ji - शराब का सहारा लेके भी, बहल सका ना मेरा जी

Sharab Ka Sahara Leke Bhi, Bahal Saka Na Mera Ji - शराब का सहारा लेके भी, बहल सका ना मेरा जी

LYRICS:
sharab ke sahara leke bhi bahal saka na mera ji ke yad teri nashe pe mere cha gayi teri kasam tera ye gum jara na kam hua bahal saka na mera ji sharab ka sahara leke bhi bahal saka na mera ji jo tune mujhko di nishaniya wo bhulti nahi kahaniya jindagi bebashi ban gayi juda bhi hoke tu mujhse na juda hui teri kasam tera ye gum jara na kam hua bahal saka na mera ji shikast ghoslo ki ho gayi sharab aankho me kho gayi maine ki maykashi khub pi magar bujhi na ye aag tere pyar ki teri kasam tera ye gum jara na kam hua bahal saka na mera ji ye dil ka dag yu na dhul saka ke jam me junu na dhul saka do ghadi bekhudi na rahi ke bat koi teri labo pe aa gayi teri kasam tera ye gum jara na kam hua bahal saka na mera ji