SONG: Sharab E Ishq Ke Aage Maja Kya Kadwe Pani Ka - शराब ऐ इश्क के आगे मजा क्या कड़वे पानी का

Sharab E Ishq Ke Aage Maja Kya Kadwe Pani Ka - शराब ऐ इश्क के आगे मजा क्या कड़वे पानी का

LYRICS:
sharab e ishk ke aage maja kya kadwe pani ka nasha samjho na tum jalim nasha hai ye jawani ka muskurati jindagi ko chhod ke na ja dil hamari arazu ka tod ke na ja aankho ki lila bhar de jara aankho ki lila bhar de jara aaja aaja sakiya husn benakab hai ishk par shabab hai ishk par shabab hai chand ka jawab mai hu mera kya jawab hai mera kya jawab hai aise me dilbar muh na chupa aise me dilbar muh na chupa aaja aaja sakiya tu hai dil ke taar me dard ki pukar me dard ki pukar me mujhpe yu sitam na kar is jawan bahar me is jawan bahar me thukra na mujhko aye jalima thukra na mujhko aye jalima