SONG: Shankar Bhole Dawar Tumhare Abla Naari Aayi - शंकर भोले, शंकर भोले

Shankar Bhole Dawar Tumhare Abla Naari Aayi - शंकर भोले, शंकर भोले

LYRICS:
shankar bhole, shankar bhole dwar tumhare abla nari aayi shankar bhole, shankar bhole nain aarti aaj utare nain aarti aaj utare kabse aansu tumhe pukare kabse aansu tumhe pukare man ki saanso se puja ki man ki saanso se puja ki maine jyot jalayi shankar bhole, shankar bhole lakh jatan main kar kar haari lakh jatan main kar kar haari ab to mujhko aas tumhari ab to mujhko aas tumhari tumne kitni ablao ki tumne kitni ablao ki dukh me laaj bachai shankar bhole, shankar bhole ghir aaya tufan bacha lo ghir aaya tufan bacha lo tumhi ab patwar sambhalo tumhi ab patwar sambhalo tumne dagmag jivan naiya tumne dagmag jivan naiya lakho paar lagai dwar tumhare abla nari aayi shankar bhole, shankar bhole shankar bhole, shankar bhole