SONG: Shamshan Jala Insaan Jala - शमशान जला इंसान जला

Shamshan Jala Insaan Jala - शमशान जला इंसान जला

LYRICS:
shamshan jala, insan jala shamshan jala, insan jala lo dharti ki chhati par hi dharti ka mehman jala shamshan jala, insan jala lo dharti ki chhati par hi dharti ka mehman jala shamshan jala, insan jala kis tarah, jeeyu maru mai kisko apna haal sunaye aag to jal kar, raakh hui hai aag to jal kar, raakh hui hai ghar jaye to kaise jaye us ghar me kya rah gaya baki jis ghar ka bhagwan jala shamshan jala, insan jala kadam kadam par thokar khata apne aap ko bhulta jata marna chahe, mar na sake ye marna chahe, mar na sake ye aur jeene se hai ghabrata dil me lekar dard hazaro firta hai ik jane jala shamshan jala, insan jala shamshan jala, insan jala