SONG: shamo seher mujhe tu hi tu aaye bas najar - शामों सहर मुझे तू ही तू आये बस नजर

shamo seher mujhe tu hi tu aaye bas najar - शामों सहर मुझे तू ही तू आये बस नजर

LYRICS:
shamo seher mujhe tu hi tu aaye bas najar teri hi dhun mein rahu har wakt hai tera hi asar shamo seher mujhe tu hi tu aaye bas najar teri hi dhun mein rahu har wakt hai tera hi asar shabnam ke kuch katre aankho mein aa gaye yado ke bite pal jab dil pe chha gaye shamo seher mujhe tu hi tu aaye bas najar teri hi dhun mein rahu har wakt hai tera hi asar phir wahi pe main khada hu bin tere hu akela jindagi kaa kya bharosha pani ka hai rela phir wahi pe main khada hu bin tere hu akela jindagi ka kya bharosa pani ka hai rela aa lagale mujhko dil se dekh tanha hu main har ghadi har pal tujhe ab yad karta hu main shamo seher mujhe tu hi tu aaye bas najar teri hi dhun mein rahu har wakt hai tera hi asar khud se mai kyu hu khafa sa jane na man ye mera nur sa ik aa raha hai hai ye ehsas tera khud se main kyu hu khafa sa jane naa man ye mera nur sa ik aa raha hai hai ye ehsas tera maine apne sare sapne naam tere kiye aarju hai mere dil ki bas tere hi liye shamo seher mujhe tu hi tu aaye bas najar teri hi dhun mein rahu har wakt hai tera hi asar shabnam ke kuch karte aankho mein aa gaye yado ke bite pal jab dil pe chha gaye shamo seher mujhe tu hi tu aaye bas najar teri hi dhun mein rahu har wakt hai tera hi asar