SONG: Shammaa Mein Taaqat Kahan Jo Ek Paravaane Mein Hai - शम्मा में ताक़त कहाँ जो एक परवाने में है

Shammaa Mein Taaqat Kahan Jo Ek Paravaane Mein Hai - शम्मा में ताक़त कहाँ जो एक परवाने में है

LYRICS:
shamma me taqat kaha jo ek parwane me hai ek parwane me hai lutf jalne me nahi jal-jal ke mar jane me hai jal jal ke mar jane me hai chandani rato me aksar sochta rahta hu mai kiski ye tasvir hai jo dil ke virane me hai dil ke virane me hai may ki masti to utar jati hai thodi der me may ki masti to utar jati hai thodi der me zindagi bhar ka nasha aankho ke paimano me hai aankho ke paimano me hai tu kahe to aasman ki dhajjiya kar du sanam aaj ik aisi hi vahashat tere divane me hai tere divane me hai shamma me taqat kaha jo ek parwane me hai ek parwane me hai