SONG: Shama Pe Parvana Jalne Se Darta Nahi - संमा पे परवाना जलने से डरता नहीं

Shama Pe Parvana Jalne Se Darta Nahi - संमा पे परवाना जलने से डरता नहीं

LYRICS:
samma pe parvana jalne se darta nahi samma pe parvana jalne se darta nahi jaan chali jaye magar, bach ke gujrta nahi samma pe parvana jalne se darta nahi yu to garjte hain sabhi, kaun barsata hain kaun barasata baat banane ka yaha, bas yahi rasta hain bas yahi rasta hain o marne ko kahte hain magar marne ko kahte hain magar, koi bhi marta nahi samma pe parvana jalne se darta nahi jaan me tufaan ko kaha, laate hain dilwale laate hain dilwale khel pe maujo se gujar jate hain dilwale jaate hain dilwale o dar ke jo ruk jaya kabhi dar ek jo ruk jaye kabhi, paar utarta nahi samma pe parvana jalne se darta nahi aaj se ham tere huye, chahe koi roke chahe koi roke hamne jo chaha tha wahi, baat rahi ho ke baat rahi ho ke o fir se agar dil na mile fir se agar dil na mile, pyar sanwarta nahi samma pe parvana jalne se darta nahi samma pe parvana jalne se darta nahi