SONG: Shama Karo Meri Bhool - क्षमा करों मेरी भूल

Shama Karo Meri Bhool - क्षमा करों मेरी भूल

LYRICS:
kshama karo meri bhul nath main hu charno ki dhul kshama karo meri bhul nath main hu charno ki dhul nath main hu charno ki dhul hans ke ab swikar karo mere ansuo ke phul main hu charno ki dhul main hu charno ki dhul tumne pher li ankhiya to sab jag andhiyara lage tumne pher li ankhiya to sab jag andhiyara lage rain to pahle hi kaari thi ab din bhi kara lage ab din bhi kara lage kshama karo meri bhul nath main hu charno ki dhul nath main hu charno ki dhul hans ke ab swikar karo mere ansuo ke phul main hu charno ki dhul main hu charno ki dhul tum sabka dukh jaano tumhi sabki peer haro tum sabka dukh jaano tumhi sabki peer haro main bhi tumhari daasi hu mujh par bhi kripa karo mujh par bhi kripa karo mujh par bhi kripa karo kshama karo meri bhul nath main hu charno ki dhul nath main hu charno ki dhul hans ke ab swikar karo mere ansuo ke phul main hu charno ki dhul main hu charno ki dhul