SONG: Shama Jalti Hai To - शमा जलती है तो परवाने चले आते है

Shama Jalti Hai To - शमा जलती है तो परवाने चले आते है

LYRICS:
shama jalti hai to parwane chale jate hai chale jate hai shama jalti hai to parwane chale jate hai chale jate hai sar ke bal ishq ke diwane chale aate hai sar ke bal ishq ke diwane chale aate hai chale aate hai shama jalti hai to parwane chale jate hai chale jate hai kaun ye dil me basa hai ke mere hotho par kaun ye dil me basa hai ke mere hotho par gungunate hue afsane chale aate hai gungunate hue afsane chale aate hai chale aate hai shama jalti hai to parwane chale jate hai chale jate hai aa gale milke kare pyr ki do do baate aa gale milke kare pyr ki do do baate phul kaato ko ye samjhane chale aate hai phul kaato ko ye samjhane chale aate hai chale aate hai shama jalti hai to parwane chale jate hai chale jate hai dil ko to pahali najar hi me banaya apna dil ko to pahali najar hi me banaya apna mujhko bhi apna wo banane chale aate hai mujhko bhi apna wo banane chale aate hai chale aate hai shama jalti hai to parwane chale jate hai chale jate hai