SONG: Shama Jali Parwana Aaya - शमा जली परवाना आया शमा जली

Shama Jali Parwana Aaya - शमा जली परवाना आया शमा जली

LYRICS:
shama jali parwana aaya shama jali shama jali parwana aaya shama jali pyar ki aag me jal jane ko aaj koi diwana aaya aaj koi diwana aaya shama jali shama jali parwana aaya shama jali aankh se nikle khushi ke aansu juba se ek afsana aaya juba se ek afsana aaya shama jali shama jali parwana aaya shama jali dunia me do dilwalo ka milke bichadna khel nahi hai haye khel nahi hai dunia me do dilwalo ka milke bichadna khel nahi hai haye khel nahi hai jiwan bhar ka sang hai apna char dino ka mel nahi hai jiwan bhar ka sang hai apna char dino ka mel nahi hai laut ke mahfil me fir teri dekh tera mastana aaya shama jali shama jali parwana aaya shama jali shama jali parwana aaya shama jali hum bhi jale parwana bankar hamko sikha do apni adaye hum bhi jale parwana bankar hamko sikha do apni adaye tum kya jano aaj parai ho na sakengi tumse jafaye tum kya jano aaj parai ho na sakengi tumse jafaye hamne jo fuka tan man apna jab hi tumhe jal jana aaya hamne jo fuka tan man apna jab hi tumhe jal jana aaya shama jali parwana aaya shama jali shama jali parwana aaya shama jali