SONG: Shama Jalaye Rakhna - शंमा जलाये रखना हाय शंमा जलाये रखना

Shama Jalaye Rakhna - शंमा जलाये रखना हाय शंमा जलाये रखना

LYRICS:
shamma jalaye rakhna haay shamma jalaye rakhna jab tak ke main na aau jab tak ki mmain na aau khud ko bachaye haay khud ko bachaye rakhna jab tak ke main na aau jab tak ke main na aau ye waqt imtihaan hai sabr karaar o dil ka ye waqt imtihaan hai sabr karaar o dil ka sabr karaar o dil ka aansu chhupaye rakhna haay aansu chhupaye rakhna jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau hum tum milenge aise jaise juda nahi the hum tum milenge aise jaise juda nahi the jaise juda nahi the sanse bachaye rakhna haay sanse bachaye rakhna jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau shamma jalaye rakhna jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau khud ko bachaye rakhna jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau