SONG: Sham Suhani Nadi Ke Kinaare - शाम सुहानी नदी के किनारे

Sham Suhani Nadi Ke Kinaare - शाम सुहानी नदी के किनारे

LYRICS:
sham suhani nadi ke kinare machalne lage aaj arma humare nadi ke kinare rupehli sunehri ye dariya ki moje ho aaye chadhti hui jaise raja ki fauje bhage chhup jaye hum dar ke mare bhage chhup jaye hum dar ke mare nadi ke kinare sham suhani nadi ke kinare machalne lage aaj arma humare nadi ke kinare aao aao mohobat ki duniya basaye man ko bhati nahi apki ye adaye nirale hai duniya se nakhare tumahre nadi ke kinare nirale hai duniya se nakhare tumahre nadi ke kinare sham suhani nadi ke kinare machalne lage aaj arma humare nadi ke kinare