SONG: Sham Gayi Raat Aayi Ki Balam Aaja, Taaron Ki Baraat Aayi Ki - शाम गयी रात आयी की बलम आजा, तारों की बारात आई की

Sham Gayi Raat Aayi Ki Balam Aaja, Taaron Ki Baraat Aayi Ki - शाम गयी रात आयी की बलम आजा, तारों की बारात आई की

LYRICS:
sham gayi rat aayi ki balam aaja sham gayi rat aayi ki balam aaja taro ki barat aayi ki balam aaja taro ki barat aayi ki balam aaja ho balam aaja ab to sanam aaja sham gayi rat aayi ki balam aaja rata din ke milne ki ghadi me thandi thandi sawan ki jhadi me do dilo ne jo bandhe the bandhan do dilo ne jo bandhe the bandhan unme khoyi khadi me, khadi me yad mulakat aayi ke balam aaja yad mulakat aayi ke balam aaja ho balam aaja ab to sanam aaja ho balam aaja ab to sanam aaja sham gayi rat aayi ki balam aaja mit jo aankhe to teri suratiya cham cham chamke jaise bijuriya pyar bhare tere naino ke rang me pyar bhare ho tere naino ke rang me bhige man ki chunariya, chunariya jaise barsat aayi ki balam aaja jaise barsat aayi ki balam aaja ho balam aaja ab to sanam aaja ho balam aaja ab to sanam aaja sham gayi rat aayi ki balam aaja taro ki barat aayi ki balam aaja