SONG: Shahido Amar Hai Tumhari Kahani - शहीदों अमर है तुम्हारी कहानी

Shahido Amar Hai Tumhari Kahani - शहीदों अमर है तुम्हारी कहानी

LYRICS:
shahido amar hai tumhari kahani watan par luta di jinhone jawani amar jindgani wo aazad bismill sada yad aaye bhagat singh tune kya jalwe dikhaye madaro pe inki diye jab jalau yahi ho tamanna usi path se jau shahido amar hai tumhari kahani watan par luta di jinhone jawani amar jindgani