SONG: Shabnam Bhi Dekhi Shola Bhi Dekha - शबनम भी देखी शोला भी देखा

Shabnam Bhi Dekhi Shola Bhi Dekha - शबनम भी देखी शोला भी देखा

LYRICS:
shabnam bhi dekhi shola bhi dekha shabnam bhi dekhi shola bhi dekha par tera jalwa bas bas bas haan phulo ko dekha bulbul ko dekha phulo ko dekha bulbul ko dekha par tera jalwa bas bas bas haan chalna bhi katil rukna bhi katil uth ke najar ka jhukna bhi katil kam nahi jalim teri ada bhi tu hai kayamat tu hai bala bhi itrana dekha sharmana dekha par tera jalwa bas bas bas haan shabnam bhi dekhi shola bhi dekha par tera jalwa bas bas bas haan aankho se chalke masti hi masti hamne luta di apni hasti parwane par hai shama diwani dekho ji dekho ulti kahani afsna dekha maykhana dekha par tera jalwa bas bas bas haan shabnam bhi dekhi shola bhi dekha par tera jalwa bas bas bas haan lahrake jab tu mahfil me aaye jhume surahi paymana gaye uf allah allah kafir nigahe shan se mare jisko bhi chahe parwana dekha diwana dekha par tera jalwa bas bas bas haan shabnam bhi dekhi shola bhi dekha pucho na hamse kya kya dekha par tera jalwa bas bas bas haan