SONG: Shabab Hi Shabab Hai Ye Raat Lajawab - शबाब ही शबाब है ये रात लाजवाब

Shabab Hi Shabab Hai Ye Raat Lajawab - शबाब ही शबाब है ये रात लाजवाब

LYRICS:
shabab hi shabab hai ye rat lajwab hai husn hai hizab me ishk pe nakab hai idhar udhar yaha waha hai mastiyo ke karwa mastiyo ke karwa umad rahi hai badaliya chamak rahi hai bijliya chamak rahi hai bijliya najar najar sawal hai najar najar jawab hai shabab hi shabab hai ye rat lajwab hai husn hai hizab me ishk pe nakab hai kadam kadam pe hai nasha kisi ko kuch nahi pata kisi ko kuch nahi pata wo kon tha kidhar gaya abhi abhi jo pas tha abhi abhi jo pas tha ajeeb si ye nind hai ajeeb sa ye khwab hai shabab hi shabab hai ye rat lajwab hai husn hai hizab me ishk pe nakab hai koi kisi pe mar mita koi kisi ka ho gaya koi kisi ka ho gaya hai ishk ki muwane jo pa gaya so kho gaya jo pa gaya so kho gaya hisab ki na puchiye ye bat behisab hai shabab hi shabab hai ye rat lajwab hai husn hai hizab me ishk pe nakab hai