SONG: Shabab Aane Se Pehle - शबाब आने से पहले

Shabab Aane Se Pehle - शबाब आने से पहले

LYRICS:
shabab aane se pahle unka aalam aur hi kuchh tha aada me sadgi thi aur tabassum aur hi kuchh tha hamare dekhte hi dekhte kya inklab aaya shabab aaya magar mat puchhiye kaisa shabab aaya nazar bhar rama taka bhi na jaye nazar bhar rama taka bhi na jaye ghunghatwa jo khole karejwa hilaye ghunghatwa jo khole karejwa hilaye nazar bhar rama taka bhi na jaye nazar bhar rama taka bhi na jaye aa jamane me kahan ab rah gaya koi jawab unka subhan allah kya jawab hain ke ab to samana karti nahi hain aftaab unka aai aai o ganimat hain ki parde se wo bahar kam niklte hain nikalte hain to us din aashiqo ke dil niklte hain are su boliyo pising ji ha nazar bhar rama taka bhi na jaye nazar bhar rama taka bhi na jaye ghunghatwa jo khole karejwa hilaye ghunghatwa jo khole karejwa hilaye nazar bhar rama taka bhi na jaye nazar bhar rama hansi hontho pe ankho me shararat hamne dekhi hain subhan allah kya ser hain kayamat ki kasam jinda kayamat hamne dekhi hain are kya kayamat hain jami ke rahne walo ke to dil aksar ruke honge faristo ne jo dekha hain to fir wo bhi jhuke honge are wah wah bhai, marun takle re baba ha nazar bhar rama taka bhi na jaye nazar bhar rama taka bhi na jaye ghunghatwa jo khole karejwa hilaye ghunghatwa jo khole karejwa hilaye nazar bhar rama taka bhi na jaye nazar bhar rama