SONG: Shab Wohi Lekin Sitaaraa Aur Hai - शब वोही लेकिन सितारा और है

Shab Wohi Lekin Sitaaraa Aur Hai - शब वोही लेकिन सितारा और है

LYRICS:
shab wohi lekin sitaaraa aur hai ab safar kaa istara aur hai saath to meraa zami deti magar aasamaan kaa hi ishara aur hai haarane me ik anaa ki baat thi jit jaane me hazaara aur hai aur kuchh pal usakaa rasta dekh lun aasamaan par ek taara aur hai had charaago ki yahaan pe khatm hai aaj se rasta hamaara aur hai