SONG: Shaam-O-Sheher Mujhe Tu Hi Tu Aaye Bas Nazar - शाम-ओ- शहर मुझे तू ही तू आये बस नजर

Shaam-O-Sheher Mujhe Tu Hi Tu Aaye Bas Nazar - शाम-ओ- शहर मुझे तू ही तू आये बस नजर

LYRICS:
shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar shabnam ke kuch karte aankho mein aa gaye yado ke bite pal jab dil pe chha gaye shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar phir wahi pe main khada hu, bin tere hu akela jindagi ka kya bharosha, pani ka hai rela phir wahi pe main khada hu, bin tere hu akela jindagi ka kya bharosa, pani ka hai rela aa lagaale mujhko dil se, dekh tanha hu main har ghadi har pal tujhe ab yaad karta hu main shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar khud se main kyu hu khafa sa, jane na man ye mera noor sa ik aa raha hai, hai ye ehsaas tera khud se main kyu hu khafa sa, jane na man ye mera noor sa ik aa raha hai, hai ye ehsaas tera maine apne sare sapne naam tere kiye aarju hai mere dil ki bas tere hi liye shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar shabnam ke kuchh karte aankho mein aa gaye yaado ke beete pal jab dil pe chha gaye shaam-o-seher mujhe tu hi tu aaye bas nazar teri hi dhun mein rahu har waqt hai tera hi asar