SONG: Shaam Ki Bela Ek Albela - शाम की बेला एक अलबेला

Shaam Ki Bela Ek Albela - शाम की बेला एक अलबेला

LYRICS:
sham ki bela ek albela sham ki bela ek albela mil gaya mujhko kahi akela usne dekha maine dekha usne dekha maine dekha to hum kha gaye pyar ka dhokha bholi bhali samjh ke mujhko chala to maine roka aur kaha mujhe bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi mujhe bholi na mujhe bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi khush rahega tu mere dam se o raja bada gajab karungi mujhe bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi nain utha ke jaha dekha nain utha ke jaha dekha sabki mujh pe nazar hai har koi dekhe har koi roke kaisi ye zalim umar hai chal hai pichhe man hai aage dharti pe bhi pav na lage raste pe ho gayi mastani dil ne meri ek na mani jab se aayi mujhpe jawani ho gayi sajan ki diwani maine kaha mit jayega tu mere gam se o raja bada gajab karungi soch rahi hu kisko dil du soch rahi hu kisko dil du kisse pyar karu mai sabki ankhiya pyasi pyasi kiska zam bharu mai ho pine walo dil sambhalo is mehfil ka rang zama lo ji bhar bhar ke pyas bujha lo dil ki hasrat aaj mita lo aankho ki masti bhar dungi apne zam uthalo dekho maine kaha jab mehfil me aaungi chham ke o raja bada gajab karungi mujhe bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi mujhe bholi na samjh kasam se o raja bada gajab karungi