SONG: Shaam Dhale Khidaki Tale Tum Siti Bajaanaa Chhod Do - शाम ढले खिड़की तले तुम सिटी बजाना छोड़ दो

Shaam Dhale Khidaki Tale Tum Siti Bajaanaa Chhod Do - शाम ढले खिड़की तले तुम सिटी बजाना छोड़ दो

LYRICS:
sham dhale khidki tale, tum siti bajana chhod do tum siti bajana chhod do, ghadi-ghadi khidki me khadi tum teer chalana chhod do, tum teer chalana chhod do sham dhale khidki tale, tum siti bajana chhod do tum teer chalana chhod do roz-roz tum meri gali me, chakkar kyun ho kat te aji chakkar kyun ho kat te, sachi sachi bat kahun mai sachi sachi bat kahu mai, aji tumhare vaste tumhare vaste jao jao hosh me aao, yu aana jana chhod do yu aana jana chhod do, sham dhale khidki tale tum siti bajana chhod do, tum teer chalana chhod do mujhse tumhe kya matlab hai, ye baat zara batlao mujhse tumhe kya matlab hai, ye baat zara batlao bat fakat itani si hai, ke tum meri ho jao ao ao tum meri ho jao, aisi baante apne dil me sahib tum lana chhod do, sahib tum lana chhod do sham dhale khidki tale, tum siti bajana chhod do tum teer chalana chhod do char mahine mehnat ki hai, aji rang kabhi to layegi jao-jao ji yahan tumhari dal kabhi galne na payegi aji dal kabhi galne na payegi, dilwalo matvalo par tum raub jamana chhod do, tum raub jamana chhod do sham dhale khidki tale, tum siti bajana chhod do tum teer chalana chhod do