SONG: Shaadi Karne Se Pyar Kam Ho Jata Hai - शादी करने से प्यार कम हो जाता है

Shaadi Karne Se Pyar Kam Ho Jata Hai - शादी करने से प्यार कम हो जाता है

LYRICS:
shadi karne se pyar kam ho jata hai are shadi karne se pyar kam ho jata hai kam ho jata hai shadi karne se pyar kam ho jata hai shadi karne ke bad hi pyar ka maja aata hai shadi karne se pyar kam ho jata hai aaha shadi karne ke bad hi pyar ka maja aata hai kam nahi hota pyar or badh jata hai are shadi karne se pyar kam ho jata hai vo bate nahi hoti vo rate nahi hoti chup chup ke chori se mulakate nahi hoti vo bate nahi hoti vo rate nahi hoti chup chup ke chori se mulakate nahi hoti mai tumahri bato me na aaungi ho dekho ruth ke ghar wapas chali jaungi aisi bato se mera dil ghabraata hai are shadi karne se pyar kam ho jata hai kam nahi hota pyar or badh jata hai na kangan na anguthi ye preet tumahri jhuthi aisi laagi kisne dekhi o kab laagi kab tuti na kangan na anguthi ye preet tumahri jhuthi aisi laagi kisne dekhi o kab laagi kab tuti lo baho ke haar tujh pehnata hu ho teri zulfo me ye ful lagaata hu baad me pichhe kaun fir ye naaz uthaata hai shadi karne se pyar kam ho jata hai kam nahi hota pyar or badh jata hai hum dono jiwan sathi mai deepak or tu baati jaldi kya hai jab chahe aa jayenge barati hum dono jiwan sathi mai deepak or tu baati jaldi kya hai jab chahe aa jayenge barati tere naino ke jhule me jhul gai kuch bhi yad nahi mai sab kuch bhul gai tera mera janam janam ka nata hai are shadi karne se pyar kam ho jata hai shadi karne ke bad hi pyar ka maja aata hai he shadi karne se pyar kam ho jata hai kam nahi hota pyar or badh jata hai