SONG: Seedhe Saadhe Insano Ka Is Duniya Me Kaam Nahi - सीधे साधे इंसानों का इस दुनिया में काम नहीं

Seedhe Saadhe Insano Ka Is Duniya Me Kaam Nahi - सीधे साधे इंसानों का इस दुनिया में काम नहीं

LYRICS:
seedhe saadhe insano ka is dunia me kam nahi koi na puche unko bhaiya jinke palle dam nahi seedhe saadhe insano ka is dunia ke kam nahi koi na puche unko bhaiya jinke palle dam nahi kyu kisi ke aage jhukna kyu kadam badha ke rukna mard wahi jo kabhi na teke kisi ke aage ghutna kyu kisi ke aage jhukna kyu kadam badha ke rukna mard wahi jo kabhi na teke kisi ke aage ghutna apne hi bajuo pe rakhna barosha pyare jisne himmat hari usko mila kabhi aaram nahi seedhe saadhe insano ka is dunia ke kam nahi koi na puche unko bhaiya jinke palle dam nahi ye seedhe saadhe mukhde ye chand ke najuk tukde pyar jatake kasme khake dete so so dukhde ye seedhe saadhe mukhde ye chand ke najuk tukde pyar jatake kasme khake dete so so dukhde dil na lagana inse daman bachana inse inke chakkar me fasna hai acha inzam nahi seedhe saadhe insano ka is dunia ke kam nahi koi na puche unko bhaiya jinke palle dam nahi seedhe saadhe insano ka is dunia ke kam nahi koi na puche unko bhaiya jinke palle dam nahi