SONG: Sazaa - Kehti Hai Antaratma - कहती है अंतरात्मा दोषी है माना पापा

Sazaa - Kehti Hai Antaratma - कहती है अंतरात्मा दोषी है माना पापा

LYRICS:
kehti hai antaratma doshi hai maana papa kehti hai antaratma doshi hai maana papa kehti hai antaratma doshi hai maana papa ilzaam kyun unpe lagaya gaya muzarim kyun unhe hi banaya gaya bhagwan tu hi ye bata, kyun di unko ye sazaa apne maata pita ki main ladali mamta ke aanchal me thi main to pali apne maata pita ki main ladali mamta ke aanchal me thi main to pali kyun maara mujhe, sanghara mujhe maut ke ghat kyun utara mujhe berehmi se julm hai dhaya gaya bhagwan tu hi ye bata, kyun di unako ye sazaa mujhko is baat ka ehsaas hai wo nirdosh hai mujhe vishwas hai mujhko is baat ka ehsaas hai wo nirdosh hai mujhe vishwas hai imaan pe chalu insaaf karu tum karo ye faisala mukt unko karo bewajah kyun unka sar jhukaya gaya bhagwan tu hi ye bata, kyun di unako ye sazaa