SONG: Saza Nasib Ne De Di Najar Milane Ki - सजा नसीब ने दे दी नज़र मिलाने की

Saza Nasib Ne De Di Najar Milane Ki - सजा नसीब ने दे दी नज़र मिलाने की

LYRICS:
saza nasib ne de di nazar milane ki saza nasib ne de di nazar milane ki ke shaakh hi na rahi mere aashiyane ki ke shaakh hi na rahi mere aashiyane ki saza nasib ne de di nazar milane ki fiza bahar me aayi hai hasrate lekar fiza bahar me aayi hai hasrate lekar rahengi yaad hame karwate zamane ki rahengi yaad hame karwate zamane ki saza nasib ne de di najar milane ki gila falak se nahi gila falak se nahi uski bewafai ka gila falak se nahi uski bewafai ka hasa hasa ke hai adat use rulane ki hasa hasa ke hai adat use rulane ki saza nasib ne de di nazar milane ki kaza vishal hai kaza vishal hai do bekarar ruho ka kaza vishal hai do bekarar ruho ka mai raah dekh rahi hu kaza ke aane ki mai raah dekh rahi hu kaza ke aane ki saza nasib ne de di nazar milane ki