SONG: Sayya Re Sayya Re Pyare Pyare - सय्या रे प्यारे प्यारे

Sayya Re Sayya Re Pyare Pyare - सय्या रे प्यारे प्यारे

LYRICS:
sayyare sayyare pyare pyare sayyare ye zameen ke hai taare inko khul ke chamakane to do sayyare sayyare sayyare sayyare ye andhero mein kyu kho gaye sayyare sayyare ye taare ye taare door khushiyo se kyu ho gaye jhilmil karte saare hai rango ke ye dhaare hai berang hai kyu berang hai nanhe se parinde hai udne ke chaahat mein ye bezaar hai kyu bezaar hai ummeed ka ek raasta dikhaao in laadlo mein roshni jagaao tum thaam lo haath ye masoom sa sayyare sayyare ye andhero mein kyu kho gaye sayyare ye taare door khushiyo se kyu ho gaye haatho ki laqeero se roothi si taqdeero se hairaan hai ye hairaan hai manzil ke thikaane se khud ko aazmaane se anjaan hai ye anjaan hai chehre se inke dhool to hataao inke dilo mein aarzoo basaao tum thaam lo haath ye masoom sa sayyare sayyare sayyare sayyare ye andhero mein kyu kho gaye sayyare sayyare ye taare ye taare door khushiyo se kyu ho gaye