SONG: Sawan Ki Raato Me Aisa Bhi Hota Hai - सावन की रातों में ऐसा भी होता हैं

Sawan Ki Raato Me Aisa Bhi Hota Hai - सावन की रातों में ऐसा भी होता हैं

LYRICS:
sawan ki raato me aisa bhi hota hain raahi koi bhula hua tufano me khoya hua raah pe aa jata hain aisa bhi hota hain sawan ki raato me aisa bhi hota hain sawan ki raato me raahi koi bhula hua tufano me khoya hua raah pe aa jata hain sawan ki raato me aisa bhi hota hain sawan ki raato me teri najar se ise dekh lu main dil se mere tum ye mahsus kar lo teri najar se ise dekh lu main dil se mere tum ye mahsus kar lo tufa ye mere dil se utha hain chaho to tum apne daman me bhar lo tufano me khoya hua ye raasta hain sawan ki raato me aisa bhi hota hain sawan ki raato me hara hua tha andhero ka raahi manjil se pahle hi nind aa rahi thi tum dur lekar chale aaye warna mere charaago se lau ja rahi thi tere liye jeete hain hum dil janta hain sawan ki raato me aisa bhi hota hain sawan ki raato me raahi koi bhula hua tufano me khoya hua raah pe aa jata hain sawan ki raato me aisa bhi hota hain sawan ki raato me