SONG: Sawan Ki Badariya

Sawan Ki Badariya

LYRICS:
sawan ki badariya roti hai badariya sawan ki badariya roti hai badariya or puch rahi hai mere sajan ki khabariya or puch rahi hai mere sajan ki khabariya sawan ki badariya roti hai badariya askhon ki kahani unhe mein kase sunau askhon ki kahani unhe mein kase sunau wo toh rehta dur hai kase batau wo toh rehta dur hai kase batau rone se bhi darti hu ki keh de najariya rone se bhi darti hu ki keh de najariya sawan ki badariya roti hai badariya likha hai mere bhaag mein raat tarasna likha hai mere bhaag mein raat tarasna o kaali gatha tu din raat ki or barasna o kaali gatha tu din raat ki or barasna kis muh se kahu hall dil ki suni hai najariya sawan ki badariya roti hai badariya sawan ki badariya roti hai badariya