SONG: Sawan Ke Mahine Me Ik Aag Si Seene Me - सावन के महीने में इक आग सी सीने में

Sawan Ke Mahine Me Ik Aag Si Seene Me - सावन के महीने में इक आग सी सीने में

LYRICS:
sochta hun ki piyun piyun na piyun taak daman ke siyun siyun na siyun dekh kar jaa kashmakash me hun kya karun main jiyun jiyun haay! na jiyun sawan ke mahine me, ek aag si sine me lagti hai to pi leta hu, do char ghadi ji leta hu sawan ke mahine me, ek aag si sine me lagti hai to pi leta hu, do char ghadi ji leta hu sawan ke mahine me barso jhlakaye maine, ye shishe or ye pyale barso jhlakaye maine, ye shishe or ye pyale kuch aaj pila de aise, jo mujhko hi pi le har roj to mai hu hi, dil ko bahka mai pi leta hu do char ghadi ji leta hu, sawan ke mahine me lambe jiwan se achha, vo ek pal jo apna ho lambe jiwan se achha, vo ek pal jo apna ho us pal ke baad ye duniya, kya gam hai agar sapna ho kuch soch ke aisi bate, ghabara ke mai pi leta hu do char ghadi ji leta hu, sawan ke mahine me maikhane me aaya hu, mausam ka ishara pa ke maikhane me aaya hu, mausam ka ishara pa ke dum bhar ke liye baitha hu, rangi sahara pake sathi jo teri zid hai to, sahrma ke mai pi leta hu do char ghadi ji leta hu sawan ke mahine me, ek aag si sine me lagti hai to pi leta hu, do char ghadi ji leta hu sawan ke mahine me