SONG: Sawan Ke Din Aaye Balma - सावन के दिन आये बालमा

Sawan Ke Din Aaye Balma - सावन के दिन आये बालमा

LYRICS:
sawan ke din aaye balma sawan ke din aaye hai sawan ke din aaye balma sawan ke din aaye tu jaldi jaldi aaja kale kale badal chaye hai tu jaldi jaldi aaja kale kale badal chaye hai sawan ke din aaye balma sawan ke din aaye hai sun mere balam dil ki sunau baat kate na raat hamari, raat hamari sun mere balam dil ki sunau baat kate na raat hamari, raat hamari ghadi ghadi karwat badlu sataye yaad tumhari, yaad tumhari ho ghadi ghadi karwat badlu sataye yaad tumhari, yaad tumhari mere dil ka panchi shor machaye chain na paye, haye tu jaldi jaldi aaja kale kale badal chaye hai tu jaldi jaldi aaja kale kale badal chaye hai sawan ke din aaye balma sawan ke din aaye hai jab umad umad ke kale kale badarwa aate hai jab umad umad ke kale kale badarwa aate hai hum sune dil ko tham tham ke roye roye jate hai hum sune dil ko tham tham ke roye roye jate hai chale gaye jane wale ye karam jali kit jaye re tu jaldi jaldi aaja kale kale badal chaye hai tu jaldi jaldi aaja kale kale badal chaye hai sawan ke din aaye balma sawan ke din aaye hai sawan ke din aaye balma sawan ke din aaye hai