SONG: Sawan Ka Mausam Hai Sanwra - सावन का मौसम है सावरा

Sawan Ka Mausam Hai Sanwra - सावन का मौसम है सावरा

LYRICS:
sawan ka mausam hai sawra aaja ke man hai mera bavra sawan ka mausam hai sawra aaja ke man hai mera bavra udti fizao me ujali badriya udti fizao me ujali badriya jaise ude malmal ki halki chunriya jaise ude malmal ki halki chunriya aise me dil ne tujhe yaad kiya aaja ke man hai mera bavra sawan ka mausam hai sawra aaja ke man hai mera bavra mehki hawao ne mehki hawao ne chhede tarane chhede tarane gane lagi haye gane lagi bundaniya rim jim ke gane rim jim ke gane ghir ghir ke sawan ki chhayi ghata aaja ke man hai mera bavra sawan ka mausam hai sawra aaja ke man hai mera bavra chamke hai phulo pe shabnam ke ghere chamke hai phulo pe shabnam ke ghere khulne lage kaliyo ke lab dhire dhire khulne lage kaliyo ke lab dhire dhire bhavra bhi dekh nach raha aaja ke man hai mera bavra sawan ka mausam hai sawra aaja ke man hai mera bavra