SONG: Sawan Aaye Ya Na - सावन आये या ना आये

Sawan Aaye Ya Na - सावन आये या ना आये

LYRICS:
sawan aaye ya na aaye jiya jab jhume sawan hai sawan aaye ya na aaye jiya jab jhume sawan hai sawan aaye saaj mile jab dil se dil ke vahi samay man-bhawan hai vahi samay man-bhawan bhawan sawan aaye jab se piya tu naino me aaya prem ke rang me rach gayi kaaya bhago me van me neel gagan me sab me hai tere roop ki chaya tu hai mere sang to hardam khushi ki aavan hai khushi ki aavan-aavan aavan hai sawan aaye ya na aaye jiya jab jhume sawan hai sawan aaye aankhiya majire man ek taara inme baaje naam tihaara hanste gaate jivan bite aant na ho ye geet humara mausam aaya sukh pawan ka dukho ki jaawan-jaawan hai dukho ki jaawan-jawan jaawan hai sawan aaye ya na aaye jiya jab jhume sawan hai sawan aaye ya na aaye