SONG: Sawan Aaya Sajan Nahi Aaya - सावन आया

Sawan Aaya Sajan Nahi Aaya - सावन आया

LYRICS:
sawan aaya sawan aaya, saajan nahi aaya re daiya daiya sawan aaya, saajan nahi aaya re daiya daiya jane kisne jane kisne, saajan ko churaya re daiya daiya jane kisne, saajan ko churaya re daiya daiya jo saajan ko main paati, nadi kinare le jaati jo saajan ko main paati, nadi kinare le jaati muskati ithlati itrati, muskati ithlati itrati sawan ke main geet sunati sawan ke main geet sunati jo saajan ko paati, par haye sawan aaya, saajan nahi aaya re daiya daiya saajan mere uthte suraj, main badli madmaati saajan mere uthte suraj, main badli madmaati rang birangi odh chunariya, main un par chha jaati rang birangi odh chunariya, main un par chha jaati main hawa sang ud jaati main hawa sang ud jaati jo saajan ko main pati jo saajan ko main pati, par haye sawan aaya, saajan nahi aaya re daiya daiya, saajan aaya