SONG: Sau Saal Pahle Ki Baat Hai - सौ साल पहले की बात है

Sau Saal Pahle Ki Baat Hai - सौ साल पहले की बात है

LYRICS:
sau sal pahle ki bat hai sau sal pahle ki bat hai, bharat ke ek pariwar me ek tyag murti balak ka awtar hua sansar me sau sal pahle ki bat hai us tyag murti balak par dekho honi ne anyay kiya masum abhi palne me tha, mamta ka aachal chhin liya soteli ma se usko mata ka pyar na mil paya mali tha bagiya thi fir bhi, man ko to phul na khil paya us kali se to balak to patjhad hi mila bahar me ek tyag murti balak ka awtar hua sansar me sau sal pahle ki bat hai bhola bhala tha oro ke dukh se, dil ko dukhi kar leta tha oro ki aankh ke aasu apne daman me bhar leta tha thi char diwari me nari or tha agyan ka andhiyara har taraf thi maut mahamari or bhukha tha bharat sara use man hi man vragya hua, jab dukh dekhe sansar me ek tyag murti balak ka awtar hua sansar me sau sal pahle ki bat hai ek roz nikal jaye na kahi beta ban me sanyasi ye soch ke pita ne mangni kar di dhund ke ladki chanda si agya to pita ki mani par dulhan ke ghar ye khat bheja hai rah meri kato wali adarsh mera hai jan sewa phir mujhe pyar dhalna hai sari dunia ke pyar me ek tyag murti balak ka awtar hua sansar me so sal pahle ki bat hai