SONG: Sau Ka Note Hai Sau Ka Note Babu - सौ का नोट है सौ का नोट बाबु

Sau Ka Note Hai Sau Ka Note Babu - सौ का नोट है सौ का नोट बाबु

LYRICS:
sau ka note hai sau ka note hai sau ka note hai baabu ise dekhkar kaun kar sake, apane dilpar kaabu sau ke note ke chakkar ne hai bana diyaa ghancakkar duniya chakkar khaati hai, hamesha takkar khati hai isi ke liye duniyaa dil se maan lutaati hia ki duniya, ki duniyaa chakkar khaati hai, hamesha takkar khaati hai kaho sach kaha ya jhuth are biwi bachche chhod ke ghar par piya chale pardesh ek note ban jaayega to laut aayenge desh ek se do aur do se teen teen se tera paaye lagi jodane ki dhun bhaiyaa ghar ki yaad bhulaaye ye duniyaa uljhi jaati hai hamesha takkar khati hai sau ke note ke chakkar ne hai sau ke note ke chakkar ne hai bana diyaa ghancakkar duniya chakkar khaati hai, hamesha takkar khati hai kyu samjhe ghanchakkar samajhe haa yahi tha pandit ho mulla ho ya majduur ya mota seth are ho ho mota seth isake bina kahaa bhaarta hai kabhi kisi ka pet kabhi kisi ka pet, achcha ji isake pichhe duniyaa aapas me lad jaati hai atom bam barsaati hai duniya chakkar khaati hai, hamesha takkar khati hai sau ke note ke chakkar ne hai bana diyaa ghancakkar duniya chakkar khaati hai, hamesha takkar khati hai tha kal aalishaan mahal, the chain ke sab saamaan bada maan tha kaudimal ka, bahut badi thi shaan sau ke note ne nata toda, ban gaye aaj bhikhaari yaar dost sab hawaa ho gaye, gayi bhad me yaari ye duniyaa badal bhi jaati hai sau ke note ke chakkar ne hai bana diyaa ghancakkar