SONG: Sau Baras Ki Zindagi Se Achchhe Hai Pyar Ke Do Char Din - सो बरस की जिंदगी से अच्छे है प्यार के दो चार दिन

Sau Baras Ki Zindagi Se Achchhe Hai Pyar Ke Do Char Din - सो बरस की जिंदगी से अच्छे है प्यार के दो चार दिन

LYRICS:
so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai pyar ke do char din, pyar ke do char din jindagi ki har khusi se achhe hai, achhe hai pyar ke do char din, pyar ke do char din so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai pyar ke do char din, pyar ke do char din pyar hi se ye jami hai pyar hi se aasma pyar hi se ye jami hai pyar hi se aasma pyar lekar sahara, chal raha hai ye jaha pyar sabnam pyar shola, pyar hi wade sabah phul kaliya chand tare, sab mohabbat ke hai nisa so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai pyar ke do char din, pyar ke do char din jindagi ki har khusi se achhe hai, achhe hai pyar ke do char din, pyar ke do char din ye mohabbat do dilo ka khubsurat raz hai ye mohabbat do dilo ka khubsurat raz hai dil ki dhadkan jiski sargum, hai yahi wo saj hai chahe bhawre ka ho nagma, ya papihe ki sada pyar kahte hai jise, wo ek hi awaz hai so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai pyar ke do char din, pyar ke do char din jindagi ki har khusi se achhe hai, achhe hai pyar ke do char din, pyar ke do char din pyar ke do char din