SONG: Saturday Night Mai Apne Aap Ki Nahi Sunta - सैटरडे नाईट मैं अपने आप की नहीं सुनता

Saturday Night Mai Apne Aap Ki Nahi Sunta - सैटरडे नाईट मैं अपने आप की नहीं सुनता

LYRICS:
volume badha de baby dance karna hai volume badha de baby dance karna hai samne tu aaja romance karna hai party ke liye mai jagah nahi dhundhta saturday night saturday night mai apne aap ki nai sunta saturday night mai apne aap ki nai sunta aap ki kya kisi ke baap ki nai sunta battiya bujha de chalo ho jaye shuru ho jaye shuru ho jaye shuru ho battiya bujha de chalo ho jaye shuru aaja chipak jaye banke glue chal bomb tu gira de sare ang tu hila de teri aankho ka mai pyasa aaja pyas bujha de teri hi vajah se dil romeo sa jhumta saturday night saturday night saturday night mai apne aap ki nai sunta saturday night mai apne aap ki nai sunta aap ki kya kisi ke baap ki nai sunta monday ko hi set kar leti saturday ka plan mummy daddy ki na sunti party karne ki hai fan jis bhi club mein enter kar deti laga deti hai jam lal dress me kaun hai ye ladki itni hottie oh damn chal hat hai famous iske jalwe isko lena na tum halke jhalke jhalak jhalak jhal jhalke dekho beat pe kaise chhalke baby padh leti jo man me kehti sabko hu jogan mai mai kehta kar le jo man me kyon ki beat chale meri gun pe volume badha de baby dance karna hai samne tu aaja romance karna hai party ke liye mai jagah nahi dhundhta saturday night saturday night mai apne aap ki nai sunta saturday night mai apne aap ki nai sunta aap ki kya kisi ke baap ki nai sunta