SONG: Sathi Janam Maran Ka Tu - साथी जन्म मरण का तू

Sathi Janam Maran Ka Tu - साथी जन्म मरण का तू

LYRICS:
sathi janam maran ka tu sathi janam maran ka tu kadam kadam par dunia me ha kadam kadam par dunia me sathi janam maran ka tu sobha mere ghar ki hai ronak dunia bhar ki hai rounak dunia bhar ki hai janam maran ka sathi tu hai sathi janam maran ka tu tujhse sukh jee ka tujh bin jag fika tujh bin jina kya tu mera mai tera re tu mera mai tera re janam maran ka sathi tu hai janam maran ka sathi tu hai sathi janam maran ka tu man ki khushiyo ke moti or hire pag pag par bikhre man phula jag bhula re man phula jag bhula re janam maran ka sathi tu hai janam maran ka sathi tu hai sathi janam maran ka tu kadam kadam par dunia me ha kadam kadam par dunia me ha sathi janam maran ka tu