SONG: Sari Khushiya Saath Aayi - सारी खुशियाँ साथ आई

Sari Khushiya Saath Aayi - सारी खुशियाँ साथ आई

LYRICS:
sari khushiya sath aayi aap jab aaye mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye sari khushiya sath aayi aap jab aaye mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye ho sari khushiya tumse milkar aarzu par nikhar aane laga aane laga tumse milkar tumse milkar aarzu par nikhar aane laga ab apni jindagi par hamko pyar aane laga mil gayi hai aankh to fir dil bhi mil jaye mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye ho sari khushiya jindagi ki dhup me chahat ka saya mil gaya jindagi ki dhup me jindagi ki dhup me chahat ka saya mil gaya jo hai apno se bechara wo paraya mil gaya aaj chahchal rup mera kyu naa itraaye mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye ho sari khushiya jo kabhi aaye na the aise khyaal aane lage jo kabhi aaye na the jo kabhi aaye na the aise khyaal aane lage raat ke aagosh me ab khwaab lahrane lage ek najar me hum to ghyaal ho gaye haay mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye ho sari khushiya