SONG: Sargoshi, Bin Bole Aankhon Ki Kaisi Sargoshi Hai - सरगोशी, बिन बोले आँखों की कैसी सरगोशी है

Sargoshi, Bin Bole Aankhon Ki Kaisi Sargoshi Hai - सरगोशी, बिन बोले आँखों की कैसी सरगोशी है

LYRICS:
teri aankhon mei hi khud ko paun tere khwaabon mei hi dub jaun teri saanson mei mai jhilmilaun tujh pe hi sab kuchh vaari jaun tu hai to sau manzilein hain tanhayi mei mehfilein hain hothon pe mere bas duayein hain teri roshan hai tujhse hi shab meri kaisi behoshi hai kyun yeh madhoshi hai bin bole aankhon ki kaisi sargoshi hai kaisi behoshi hai kyun yeh madhoshi hai bin bole aankhon ki kaisi sargoshi hai tujhse milke yeh jana hai zindagi kaise hansti hai tu meri saanson ki dua leti hun main teri saansein nazrein teri meri aankhein tu meri dhadkan ki zabaan tu hai to sau manzilein hai tanhayi mei mehfilein hai hothon pe mere bas duayein hai teri roshan hai tujhse hi shab meri kaisi behoshi hai kyu yeh madhoshi hai bin bole aankhon ki kaisi sargoshi hai kaisi behoshi hai kyu yeh madhoshi hai bin bole aankhon ki kaisi sargoshi hai