SONG: Sare Chirag Gul Kar Do - सारे चिराग गुल कर दो

Sare Chirag Gul Kar Do - सारे चिराग गुल कर दो

LYRICS:
sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab aaya hai sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab aaya hai sare chirag gul kar do maine aaj ek jalwa lajawab dekha hai maine aaj ek jalwa lajawab dekha hai pehli bar ankho ne ye shaba dekha hai ye raaz ye fasana ye saaz ye tarana na jan le zamana meri jaan ye raaz ye fasana ye saaz ye tarana na jan le zamana meri ja sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab aaya hai sare chirag gul kar do hoshiyar diwano beadab na ho jana hoshiyar diwano beadab na ho jana husn dekho jaag utha hai tum kahi na so jana ye raaz ye fasana ye saaz ye tarana na jan le zamana meri jaan ye raaz ye fasana ye saaz ye tarana na jan le zamana meri ja sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab aaya hai sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab aaya hai sare chirag gul kar do