SONG: Sardi Ho Yaa Garmi Ho - सर्दी हो या गर्मी हो

Sardi Ho Yaa Garmi Ho - सर्दी हो या गर्मी हो

LYRICS:
main hadso se jaam ladta chala gaya hansta hansta pita pilata chala gaya wo rafta rafta jaam pailet gaye mujhe main rafta rafta hosh mein aata chala gaya sardi ho ya garmi ho sardi ho ya garmi ho ya barish ka mausam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam sasti ho ya mahangi ho jayada ho ya kam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam har pal saath nibhati hai har dukh ki ye sathi hai har pal saath nibhati hai har dukh ki ye sathi hai har dukh ki ye sathi hai ye jina sikhlati hai main to sath rahegi apne khushiya ho ya gam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam sardi ho ya garmi ho sardi ho ya garmi ho ya barish ka mausam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam duniya se ghabrana kyu logo se sharmana kyu duniya se ghabrana kyu logo se sharmana kyu logo se sharmana kyu maikahne mein na jana kyu khud bhi piyenge pi layenge ham jabtak dam mein hai dam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam sardi ho ya garmi ho sardi ho ya garmi ho ya barish ka mausam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam har ek sham adhuri hai mujhse kyu ye doori hai har ek sham adhuri hai mujhse kyu ye doori hai mujhse kyu ye doori hai kaisi ye majburi hai rashid aakhir na pine ki kyu khaye kasam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam sardi ho ya garmi ho sardi ho ya garmi ho ya barish ka mausam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam sasti ho ya mangi ho jyada ho ya kam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam har mausam hai pine ka mausam