SONG: Sar Pe Chunariya - सर पे चुनरियाँ

Sar Pe Chunariya - सर पे चुनरियाँ

LYRICS:
ho sar pe chunariya kaali motiyo wali hai sar pe chunariya kaali motiyo wali hai is dil me humne preet tumhari paali hai o balle balle sar pe chunariya kaali motiyo wali hai sar pe chunariya kaali motiyo wali hai ithlati ho balkhati main to jhilmil karti aau ithlati balkhati main to jhilmil karti aau dil ka khazana ek najar me lut ke main le aau dekho aaj hawa kitni matwali hai sar pe chunariya kaali motiyo wali hai sar pe chunariya kaali motiyo wali hai chhod shama ko mere rukh par marte hai parwane chhod shama ko mere rukh par marte hai parwane baag me ja phuncho to bhanware ho jaye diwane maine hi bulbul ki nind chura li hai sar pe chunariya kaali motiyo wali hai sar pe chunariya kaali motiyo wali hai hontho pe muskan liye jab mehfil me lahrai hontho pe muskan liye jab mehfil me lahrai kitne hi dil tadap ke bole haye kayamat aayi kitno hi ne darkar aankh jhuka li hai sar pe chunariya kaali motiyo wali hai sar pe chunariya kaali motiyo wali hai is dil me humne preet tumhari paali hai o balle balle sar pe chunariya kaali motiyo wali hai sar pe chunariya kaali motiyo wali hai