SONG: Sar Par Topi Laal Hath Me Resham Ka Rumal, Ho Tera Kya Kehna - सर पे टोपी लाल हाथ में रेशम का रूमाल

Sar Par Topi Laal Hath Me Resham Ka Rumal, Ho Tera Kya Kehna - सर पे टोपी लाल हाथ में रेशम का रूमाल

LYRICS:
sar par topi laal hath me resham ka rumal ho tera kya kahna sar par topi laal hath me resham ka rumal ho tera kya kahna oye gore-gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kahna oye gore-gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kahna o mera dil o jaan-e-jaa chura ke chali kaha nashe me bhari bhari mera dil o jaan-e-jaa chura ke chali kaha nashe me bhari bhari o churau mai dil tera, jigar bhi nahi mera umar bhi nahi meri churau mai dil tera, jigar bhi nahi mera umar bhi nahi meri oye behki-behki chal chal haye lachke jaise daal ho tera kya kahna behki-behki chal chal haye lachke jaise daal ho tera kya kahna sar par topi laal hath me resham ka rumal ho tera kya kahna o ye kyo dil pe hath hai vo kya aisi baat hai, hume bhi bataiye ye kyo dil pe hath hai vo kya aisi baat hai, hume bhi bataiye o bhala itni dur se kahu kya hujur se mere pas aaiye bhala itni dur se kahu kya hujur se mere pas aaiye ho ho ke behal balma ye satrangi chal ho tera kya kahna ho ho ke behal balma ye satrangi chal ho tera kya kahna oye gore-gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kahna o tamana thi kam se kam koi phul banke hum teri zulf chumte tamana thi kam se kam koi phul banke hum teri zulf chumte o rahi aarzu sanam tera rup leke hum sharabi se jhumte rahi aarzu sanam tera rup leke hum sharabi se jhumte oye behki-behki chal chal haye lachke jaise daal ho tera kya kahna behki-behki chal chal haye lachke jaise daal ho tera kya kahna sar par topi laal hath me resham ka rumal ho tera kya kahna gore-gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal ho tera kya kahna