SONG: Sar O Deewar Pe Hasrat Ki Nazar (Ashiyana Lut Gaya) - दर-ओ-दिवार पे हसरत की नजर करते है

Sar O Deewar Pe Hasrat Ki Nazar (Ashiyana Lut Gaya) - दर-ओ-दिवार पे हसरत की नजर करते है

LYRICS:
dar-o-diwaar pe hasrat ki najar karte hai khush raho ahal-e-watan hum to safar karte hai aashiyana lut gaya aur ho gaye barbaad hum kya kare fariyaad hum, kisse kare fariyaad hum hum yun hi tadpa karenge, kya na raahat paayenge kya suhaane khwaab mere khwaab hi ban jaayenge kya suhaane khwaab mere khwaab hi ban jaayenge kab talak sehte rahe duniya ke hum julam-o-sitam sari duniya be-raham hai sari duniya be-raham dur chal is matlabi duniya se ae dil dur chal dur chal is matlabi duniya se ae dil dur chal chhod de in julam ke bando ko inse dur chal kab talak sehte rahe in jaalimo ke hum sitam sari duniya be-raham hai sari duniya be-raham aashiyana lut gaya aur ho gaye barbaad hum kya kare fariyaad hum, kisse kare fariyaad hum