SONG: Sar Ko Hatheli Par Liye - सर को हथेली पर लिए

Sar Ko Hatheli Par Liye - सर को हथेली पर लिए

LYRICS:
sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi kya khak jiyega kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi anjan hai vo jindagi ko jo samjhte phul hai phulo ki dalo me chhupe so so dukho ke sul hai phulo ki sej pe jise sona kabhi aaya nahi kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi jinke dilo me aag hai milte unhi ko raste duniya nahi hai doshto in bujdilo ke waste jo sher banke dusmano ki fauz pe chhaya nahi kya khak jiyega kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi uthte hai jab kadam to ye dhara behari jujhti inki vir garajna se maut bhi hai kanpti jo jindagi ki dhal leke maut pe chhaya nahi kya khak jiyega kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi kya khak jiyega kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi